Wednesday, January 28, 2009

Ek Tamanna

ek tamanna hai tumhein apna banane ki,
ek tamanna hai tumhein pane ki,
ek tamanna hai tumhein aankhon mein basane ki,
ek tamanna hai tumhare kwaab dekhne ki,
ek tamanna hai tumhein palkon mein basane ki,
tumhare saath din-raat guzarne ki,
ek tamanna hai tumhare saath mehfil sajane ki,
ek tamanna hai un anmol chhano ko kahbi na khone ki.....
     Deep

No comments: